Babul Ka Yeh Ghar Chod

Alka Yagnik · Sainik

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu


Alka:
Baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali --- (2)
Ye kaisi ghadi aai hai milan hai judaai hai --- (2) 

Kumar:
Baabul ka ghar ... 

Alka:
Bachpan ke woh khel khilaune chhod ke sab jaayegi
Woh raaja raani ki kahaani yaad bahut aayegi
Rokar bhi mamta ki keemat kaise chuka paayegi
Baabul ka ghar ...

Kumar:
Maika hai do din ka basera kaun yahaan rah paaye
Bin beti ka baap bhi dekho beti ka byaah rachaaye
Roke ruke na aansu ki dhaara aankh chhalkati jaaye
Baabul ka ghar ...

Alka:
Baabul ka ghar ...