Allah Karam Karam

Lata Mangeshkar · Sanam Bewafa

Director: Raj
Lyricist: Saawan Kumar
Singers: Lata Mangeshkar


[Allah karam karana lillah karam karna... (2)
 Paravardigar-e-aalam (bekas pe reham karna)-- (3) ]--- (2)
Allah karam karana lillah karam karna

[Ye phool jo ada kiya isko sambhaliye
 Rehmat ka apni koi bhi jalwa dikhaiye]-- (2)
Ise maa ki fiza ka --- (2)
Ya rab tu dharam rakhana --- (2)
Allah karam karana lillah karam karna
Paravardigar aalam (bekas pe reham karna) ---- (3)
Allah karam karana lillah karam karna

Deti hoon ye duhaai main rab pe jalil ko --- (2)
Jaise bachaya aag se hazarat halil ko
Tu mujh gareeb par bhi (aisa hi karam karana) --- (2)
Allah karam karana lillah karam karna
Paravardigar aalam (bekas pe reham karna) --- (4)
Allah karam karana (lillah karam karna) --- (3)