Mujhe Allah Ki Kasam

Lata Mangeshkar · Sanam Bewafa

Director: Raj
Lyricist: Saawan Kumar
Singers: Lata Mangeshkar


[Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya - (2)
 Bina eed ke hi chand ka deedar ho gaya - (2)
 Deedar ho gaya tumse pyar ho gaya] -------- (2)

[Panv mein ghungaru bandhkar (naachi hai jawani) - (2) ]----- (2)
Ulfat ki shuru ho gayi (ek nayi kahani) - (2)
Dekho husn phirse ishq par nisaar ho gaya - (2)
Nisar ho gaya tumse pyar ho gaya

Ji chaahta hai chumlu honton ko tumhare hoton ko tumhare --- (2)
Ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare
Ye dil diwana aapka sarkaar ho gaya - (2)
Sarkaar ho gaya tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya --- (2)
Bina id ke hi chand ka didar ho gaya
[Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar (ho gaya) - (2) ]--- (4)