Sanam Bewafa [duplicate]

Lata Mangeshkar · Sanam Bewafa

Director: Raj
Lyricist: Saawan Kumar
Singers: Lata Mangeshkar


Tune dil mera toda kahi ka na choda - (2)
Sanam bewafa wo sanam bewafa - (2)

Janeman meri ja main nahi bewafa - (2)
Meri wafa par na sahamat laga
Main nahi bewafa - (4)

Kaisa dard diya hai jina mushkil kiya hai
Dil mein rehke dil se kaisa badala liya hai
Pyar se nata toda sawan mein rota choda
Sanam bewafa wo sanam bewafa - (2)

[Tere ras bhare hoton ki kasam
 Wafa ka chalan nahi chodenge hum] - (2)
Khayalon me bhi ye nahi sochana
Ki wakis nahi tere dard se hum
Jisne kiya humko juda milaye ga humko wo khuda
Main nahi bewafa - (2)

Tune dil mera toda kahi ka na choda
Sanam bewafa wo sanam bewafa

Mere hal par ro rahi hai khudai - (2)
Kahi jayena bairi teri judai
Lambi nahi hai judai ki rate
Barsengi phir pyar ki barasate
Karta hai puri sabki khuda
Niklati hai jo bhi dil se dua
[Main nahi bewafa - (2)
 Sanam bewafa wo sanam bewafa] - (2)
Main nahi bewafa - (2)