Duaa
Nandini Srikar · Shanghai
Director: Vishal-Shekhar
Lyricist: Kumaar
Singers: Nandini Srikar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiani
Kise poochu hai aisa kyuBejubaan saa ye jahaan hai
Khushi ke pal kahaan dhoonduBenishaan sa waqt bhi yahaan hai
Jaane kitne labon pe gile haiZindagi se kayi faasle hain
Base jitte hai sapne kyun aankhon meinLakeere jab chhoote in haathon se yun bewajah
[Jo bheji thi duaa Woh jaake aasmaan se yun takra gayiKi aa gayi hai laut ke sadaa] (2)
Saanson ne kahaan rukh mod liya Koi raah nazar mein naa aayeDhadkan ne kahaan dil chhod diyaKahaan chhode in jismon mein saayeYehi baar baar main sochta tanha main yahaanMere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan

Jo bheji thi duaa…Woh jaake aasmaan…
Jo bheji thi duaa…bheji thi duaa…