Yeh Haseen Shaam

Lata Mangeshkar · Teerandaz

Director: C.Ramchandra
Lyricist: Rajendra Krishna
Singers: Lata Mangeshkar


Lata:
[Ye Haseen Shaam Gardish Mein Jaam Mehfil Mein Rang Chhaya
 Jo Hai Dil Ka Noor Us Ka Huzuur Aakir Salaam Aaya]-- (2)
Salaam Aaya Salaam Aaya Salaam Aaya

Chorus:
Aa Aa Aa

Lata:
Jaagi Umang Bajane De Chang Behne De Rang Saaqi - (2)
Khusihiyon Ka Daur Chalane De Aur Hasrat Rahe Na Baaqi

Chorus:
Aa Aa Aa

Lata:
Hai Shaad Shaam Mehfil Tamaam Qaasid Payaam Laaya
Jo Hai Dil Ka Noor

Chorus:
Aa Aa Aa

Lata:
Pehlu Nasheen Ab Vo Haseen Vo Maahataab Hoga - (2) 
Jiska Hijaab Jisaka Shabaab Bas Laajawaab Hoga

Chorus:
Aa Aa Aa

Lata:
Beikhtiaar Honthon Pe Yaar Tera Hi Naam Aya
Jo Hai Dil Ka Noor…