Tumne Mujhe Dekha

Md. Rafi · Teesri Manzil

Director: R.D.Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Singers: Md. Rafi


Tum Ne Mujhe Dekhaa, Ho Kar Meharbaan
Ruk Gayee Ye Zameen, Tham Gayaa Aasamaan
Jaan-e-mann Jaan-e-jaan

Kahee Dard Kee Seharaa Me, Rukte Chalate Hote
In Hothhon Kee Hasarat Me, Tapte Jalte Hote
Meharabaan Ho Gayee, Zulf Kee Badaliyaan
Jaan-e-mann Jaan-e-jaan

Lekar Ye Haseen Jalwe, Tum Bhee Naa Kahaa Pahuche
Aakhir Ko Mere Dil Tak, Kadamon Ke Nishaan Pahuche
Khatm Se Ho Gaye, Raaste Sab Yahaa
Jaan-e-mann Jaan-e-jaan....