Tera Jadoo Chal Gaya

Sonu Nigam · Tera Jadoo Chal Gaya

Director: Ismail darbar
Lyricist: Sameer
Singers: Sonu Nigam, Chitra


Yeh chaahat ye betaabi.... (2)
Naa kaam nahin hai.... (2)
Ab mere bina unko bhi...
Ab mere bina unko bhi aaraam nahin hai...
[Seene se yeh dil gaya..dil gaya
 Seene se yeh dil gaya]--- (2)
Tera jaadoo chal gaya.... (2)
Tu mujhko mil gaya
[Seene se yeh dil gaya..dil gaya
 Seene se yeh dil gaya]-- (2)
Tera jaadoo chal gaya... (2)
Tu mujhko mil gaya... (2)

[Humko apne haathon ki lakeeron mein basa lo
 Tum hi naseeb apna...ab humko bana lo...]--- (2)
Hum tum judaa ho jayein...
Hum tum judaa ho jayein..aasaan nahin hai
[Seene se yeh dil gaya..dil gaya
 Seene se yeh dil gaya]--- (2)
Tera jaadoo chal gaya... (2)
Tu mujhko mil gaya.... (2)
Seene se yeh dil gaya... (4)

[Ab tum meri baahon mein..nigaahon mein rahoge
 Tum jaan bankar meri saanson mein rahoge]--- (2)
Ek tere siva hoton pe...
Ek tere siva hoton pe koi naam nahin hai
[Seene se yeh dil gaya..dil gaya
 Seene se yeh dil gaya]-- (2)
Tera jaadoo chal gaya.... (2)
Tu mujhko mil gaya... (2)
Seene se yeh dil gaya... (3)