Dil Gaya Mera Dil Gaya

Sonu Nigam · Tumse Achcha Kaun Hai

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Sonu Nigam


Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya Dil Gaya - (2)
[Dekh Ke Tum Ko Yaar Aaj Pehli Baar
 Lagta Hai Humko Ho Gaya Hai Pyaar
 Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya Dil Gaya]-- (2)
Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya

Yeh Deewaangi Kya Baat Hai Yeh Dil Ki Lagi Kya Baat Hai
Naseebon Ka Khel Kya Baat Hai Hamara Yeh Mel Kya Baat Hai
Tumhi Se Hai Roshan Yeh Duniya Meri Hai Mujhpe Tumhaara Nasha
Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya Dil Gaya - (2)

Suro Ki Hawa Chalti Rahe Naye Saaz Mein Dhalti Rahen
Mohabbat Ki Dhun Bajti Rahen Yeh Mehfil Sada Sajti Rahen
Meri Dhadkanon Mein Samaye Ho Tum Kabhi Ho Hum Na Juda
Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya Dil Gaya
Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya
Dekh Ke Tum Ko Yaar Aaj Pehli Baar
Lagta Hai Humko Ho Gaya Hai Pyaar
[Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya Dil Gaya
 Dil Gaya Dil Gaya Mera Dil Gaya]-- (3)