Ek Tera Saath

Lata Mangeshkar · Wapas

Director: Laxmikant pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Singers: Lata Mangeshkar, Md. Rafi


Ek Teraa Saath Hum Ko Do Jahaan Se Pyaaraa Hain
Tu Hain To Har Sahaaraa Hain
Naa Mile Sansaar, Teraa Pyaar To Humaaraa Hain
Tu Hain To Har Sahaaraa Hain

Hum Akele Hain, Shehnaiyan Chup Hain,
To Kanganaa Bulataa Hain
Tu Jo Chalti Hain, Chhote Se Aangan Mein,
Chaman Saa Doltaa Hain
Aaj Ghar Hum Ne, Milan Ke Rang Se Sanwaaraa Hain
Tu Hain To Har Sahaaraa Hain

Dekh Aanchal Mein Kaee Chaandanee Rut Ke,
Nazaare Bhar Gaye Hain
Nain Se Tere Is Maang Mein Jaise,
Sitaare Bhar Gaye Hain
Pyaar Ne Is Raat Ko Aakaash Se Utaaraa Hain
Tu Hain To Har Sahaaraa Hai....