Dekho Zara Dekho

Lata Mangeshkar · Yeh Dillagi

Director: Dilip Sen-Sameer Sen
Lyricist: Sameer
Singers: Lata Mangeshkar, Kumar Sanu


(Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye boondon ki ladi )--- 2

Mausam suhaana hai, kya aashiqana hai
Bajne lagi hai, tik tik... dil ki ghadi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye boondon ki ladi 

Thodi si bechaini, thoda nasha
Aane laga hai mujhe to maza
Ghungroo bajaati hain chanchal hawa
Na jaane saawan ki niyat hain kya
Mujhko sambhalo mushkil hain badi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye boondon ki ladi 

La....la ...
Mehke nazaare suhaani dagar
Main bekhabar, na mujhe kuch khabar
Ho anjaani chahat ka ehsaas hain
Bheege labon pe nayi pyaas hain
Phisle kadam kaise rahu main khadi
Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye boondon ki ladi 

Mausam suhana hain kya aashiqana hai
Bajne lagi hain, tik tik.. dil ki ghadi
(Dekho zara dekho barkha ki jhadi
Tan ko bhigoye boondon ki ladi)--- 2