Dil Lena Khel Hai

R.D.Burman · Zamaane Ko Dikhana Hai

Director: R.D.Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Singers: R.D.Burman


[Dil Lena Khel Hai Dildaar Ka
 Bhule Se Naam Na Lo Pyaar Ka
 Pyaar Bhi Ruutha Yaar Bhi Ruutha
 Dekho Mujhko Dilawaalon Ha
 Khaaya Hai Dhokha Ho Maine Yaar Kaa]- (2)

Vaadon Pe Inke Na Jaana
Baaton Mein Inki Na Aana
Are, Vaadon Pe Inke Na Jaana
Baaton Mein Inki Na Aana
Inki Mithi Baaten Ye Matvaali Aankhein
Zehar Hai Pyaar Ka
Dil Lena Khel Hai ...

Inpe Jawaani Luta Do
Ya Zindgaani Luta Do
Are, Inpe Jawaani Luta Do
Ya Zindgaani Luta Do
Are Kuch Bhi Kar Deewane Rahenge Ye Anjaane
Rona Hai Bekaar Ka
Dil Lena Khel Hai