Maine Yeh Dil Tumko Diyaa

Jaan Tere Naam Movie · Other Songs - Jaan Tere Naam Movie

Song By ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Sanu: (main ne ye dil tumko diyaa

o meri mahboobaa, o meri mahboobaa) -2

tum hi karo kuchh faislaa

o meri mahboobaa, o meri mahboobaa



Alka: main ne ye dil tumko diyaa

o mere jaaN-e-jaaN, o mere jaaN-e-jaaN

tum bhi karo kuchh faislaa

o mere jaan-e-jaan, o mere jaan-e-jaan



Sanu: jab bhi jahaaN dekhun jidhar

tu hi tu aaye nazar

bhulaa hoon main saaraa jahaaN

mujhko nahin apani Khabar

betaab hooN tere binaa O meri mahboobaa

o meri mahboobaa

tum hi karo...



Alka: dil ko teraa armaan hai

tu dhaDkan tu jaan hai

teri chaahat meri Khushi

tumpe jahaaN qurbaan hai

tere liye meri vafaa, O mere jaaN-e-jaaN

o mere jaaN-e-jaaN

tum bhi karo ...



Sanu: (main ne ye dil tumko diyaa

o meri mahboobaa, o meri mahboobaa) -2

Alka: tum bhi karo kuchh faislaa

o mere jaan-e-jaan, o mere jaan-e-jaan



Chorus: aaaaaaaaaaa