Dil Lena Khel Hai Dildar Ka

Zamane Ko Dikhana Hai Movie · Other Songs - Zamane Ko Dikhana Hai Movie

RD: dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar kaa

( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa

pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa

dekho mujhko dilvaaloN, haa

khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2



vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa

arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa

arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen

zahar hai pyaar kaa



dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa

pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa

dekho mujhko dilvaaloN, haa

khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa



chorus: thaa gunchaa, haa

thaa gunchaa, jiyo jiyo

aisho biyo, haa

aisho biyo, jiyo jiyo

hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey



RD: inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do

arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do

arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane

ronaa hai bekaar kaa..

oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa

( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa

pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa

dekho mujhko dilvaaloN, haa

khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2



chorus: yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa



yaar kaa yaar kaa yaar kaa...