Nigaahein Mehar Hamse

Asha Rafi · Other Songs - Asha Rafi

nigaah-e-mehar hamse aaj be-taqaseer phirati hain

kisi ki kuch nahi chalti jab taqadeer phirati hai



sitam bhi tumhare karam bhi tumhare

pukaren sitamqash to kisko pukaaren



zabaan par khamoshi nazar se ishaare

jo yoon chot khaaye vo kisko pukaare

sitam bhi tumhaare ...



zamaane ki karvat badal dega saahil

chala-chal chala-chal kinaare-kinaare

sitam bhi tumhaare ...



nazar usne badali jo dil ko lubha kar

pukaar uthi kismat buri haar haare

sitam bhi tumhaare ...