Behti Hawa Sa Tha Woh

Shaan · 3 Idiots

Director: Shantanu Moitra
Lyricist: Swanand Kirkire
Singers: Shaan, Shantanu Moitra


Behti hawa sa tha wohUdti patang sa tha wohKahan gaya usse dhoondo
Behti hawa sa tha wohUdti patang sa tha wohKahan gaya usse dhoondoHum ko to raahein thi chalatiWoh khud apni raah banataGirta sambhalta masti mein chalta tha wohHum ko kal ki fikar sataatiWoh bus aaj ka jashn manataHar lamhe ko khul ke jeeta tha wohKahan se aaya tha wohChoo ke humare dil koKahan gaya usse dhoondo
Sulagti dhoop mein chaaon ke jaisaRaigistaan mein gaaon ke jaisaMann ke ghav pe marham jaisa tha wohHum sehme se rehte kooein meinWoh nadiya mein gotey lagataUlti dhara cheer ke tairta tha wohBaadal awara tha wohYaar humara tha wohKahan gaya usse dhoondoHum ko to raahein thi chalatiWoh khud apni raah banataGirta sambhalta masti mein chalta tha wohHum ko kal ki fikar sataatiWoh bus aaj ka jashn manaataHar lamhe ko khul ke jeeta tha wohKahan se aaya tha wohChoo ke humare dil koKahan gaya usse dhoondo