Sawaar Loon

Monali Thakur · Lootera

Director: Amit Trivedi
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Singers: Monali Thakur


Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gayeGulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gayeBadal rahi hai aaj zindagi ki chaal zaraIssi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zaraSawaar loon, sawaar loonSawaar loon haye sawaar loon
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gayeGulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gayeBadal rahi hai aaj zindagi ki chaal zaraIssi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara[Sawaar loon haye sawaar loon] (2)
Baramade puraane hain, nayi si dhoop haiJo palke khatkhata raha hai kiska roop haiShararatein kare jo aise bhool ke hijabKaise usko naam se, main pukar loonSawaar loon, sanwaar loonSawaar loon haye sanwaar loon
Yeh saare koyle bani hai aaj daakiyaanKuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaanYeh saare koyle bani hai aaj daakiyaanKuhu kuhu mein chitthiyan padhe mazakiyaanInhe kaho ke na chupaaye kisme hai likhaBataaye uske aaj mein nazar utaar doon[Sawaar loon haye sanwaar loon] (2)
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gayeGulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gayeBadal rahi hai aaj zindagi ki chaal zaraIssi bahaane kyun naa main bhi dil ka haal zara