|
|
| [ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Jaane Na Nazar
Lyrics for Album: Aah
Director: Shankar-Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh
Mukesh:
Jaane na nazar pehchaane jigar
Yeh kaun jo dil par chaya
Lata:
Mera ang ang muskaya.. -- (2)
Jaane na nazar pehchaane jigar
Yeh kaun jo dil par chaya
Mere ang ang muskaya..-- (2)
Aawaaz yeh kiski aati hai
Jo ched ke dil ko jaati hai -- (2)
Mai sunke jise sharma jao
Hai kaun jo mujhme samaya
Mera ang ang muskaya -- (2)
Mukesh:
Jaane na nazar... Mujhe roz roz tadpaya - (2)
Dhundenge use hum taaron mein, saawan ki thandi baharonmein - (2)
Par hum bhi kisi se kam to nahin
Kyun roop ko apne chupaya
Mujhe roz roz tadpaaya - (2)
Lata:
Jaane na nazar.. mera ang ang muskaya
Bin dekhe jisko pyar karu
Gar dekhu usko jaan bhi doom -- (2)
Ek baar kaho oh jaadugar yeh kaunsa khel rachaya
Mera ang ang muskaya -- (2)
Jaane na nazar.... mera ang ang... -- (2)
|
| |
|