|
|
| [ More Himesh Reshammiya lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Himesh Reshammiya
Lyrics for Song: Aashiq Banaya Aapne
Lyrics for Album: Aashiq Banaya Aapne
Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal
O o...
[Aashiq banaya --- (2)
Aashiq banaya aapne]--- (2)
[Tere bin, suni suni hain baahein
Teri bin, pyaasi pyaasi nigaahein
Tere bin, bin asar meri aahein] --- (2)
Tere bin....
[Tere bin, lamha lamha sataye
Tere bin, bekarari jalaaye
Tere bin, chain mujhko naa aaye] --- (2)
Tere bin
[Meri nigaaho mein, tera chehra rawaa hain
Gehre hain armaan, jaane ja paagal samaa hain] --- (2)
[Apni daayre se toh main chutne lagi hu
Tere baajuo mein aake tootne lagi hu] ---- (2)
Tere bin jeena nahi hain gawara
Tere bin dil ka nahi hain guzara
Tere bin kaun apna sahaara
[Aashiq banaya ---- (2)
Aashiq banaya aapne]--- (2)
[Bechainiyo ka, faaslo ka, silsila hain
Dard-e-jigar ka yeh sabab hamko mila hain] --- (2)
[Betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
Pass aane pe majboor kar diya hain] --- (2)
Tere bin raat kat ti nahi hain
Tere bin pyas mit ti nahi hain
Tere bin duri ghat ti nahi hain
[Aashiq banaya --- (2)
Aashiq banaya aapne] --- (2)
|
| |
|