|  | | 
| 
| [ More Himesh Reshammiya lyrics ] |  
| add to playlist  
  see a mistake? 
  comment 
 |  
|  |  
| Artist/Band: 
Himesh Reshammiya Lyrics for Song: Mohabbat Ki Guzaarish Ho Rahi Hai
 Lyrics for Album: Aksar
 
 
 
 35653>Director: Himesh Reshammiya
 Lyricist: Sameer
 Singers: Himesh Reshammiya
 
 
 Aksar dil tujhe yaad karta hai
 Aksar dil tujhe yaad karta hai yaar
 Mere pyaar ki aazmaaish ho rahi hai
 Mohabbat ki guzaarish ho rahi hai -- (2)
 Tumhe paane ki koshish ho rahi hai
 Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya -- (4)
 
 Mohabbat ki guzaarish ho rahi hai
 Tumhe paane ki koshish ho rahi hai
 Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya -- (4)
 
 Tamannaon ki sifaarish ho rahi hai
 Tumhe paane ki koshish ho rahi hai
 Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya -- (2)
 
 Tu hi meri chaahat ki manzil hai
 Tu hi tanhaayi ki mehfil hai
 Tu hi dhadkan ki zaroorat hai
 Tu hi meri saanson ki fabbat hai
 
 Aakhon mein tera ishq chhaaya
 Zara sa mujhe chain aaya
 
 Khayalon ki numaaish ho rahi hai
 Tumhe paane ki koshish ho rahi hai
 Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya -- (4)
 
 Tu hi meri yaadon ka aalam hai
 Tu hi mere waadon ka mausam hai
 Tu hi zindagaani ki sargam hai
 Tu hi meri khwaahish mein hardam hai
 
 Tumhi se maine dil lagaaya
 Tumhe na ek pal bhulaaya
 
 Mere jazbon ki baarish ho rahi hai
 Tumhe paane ki koshish ho rahi hai
 Janaab-e-jaaniya, janaab-e-jaaniya -- (6)
 
 
 35653>
 |  
 |  | 
 |