|
|
| [ More Anuradha Paudwal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Anuradha Paudwal
Lyrics for Song: Yeh Tune Kya Kaha
Lyrics for Album: Awara Paagal Deewana
Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
[Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se
Bacha Loonga Tujhko Har Dard Aur Gham Se
Yeh Tune Kya Kaha, Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkanon Se, Aa Rahi Yehi Sada Sanam
[Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon] --- (2) ] ---- (2)
Tumhaara Mujhko Aitbaar Kyon Hai
Na Jaane Tumse Itna Pyaar Kyon Hai
Main Doonga Pyaar Ka Imtehaan Bhi
Lutaunga Tujhpe Apni Jaan Bhi
Yeh Tune Kya Kaha, Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkano Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
[Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon] -- (2)
Yeh Dil Ka Shisha Tod To Na Doge
Yeh Haath Mera Chhod To Na Doge
Nibhaoonga Jo Kiya Tumse Vaada
Kabhi Nahin Badalta Main Irada
Yeh Tune Kya Kaha, Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkano Se, Aa Rahi Yehi Sada Sanam
[Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon] -- (2)
Yeh Kasam Badi Hai Har Kasam Se
Bacha Loongi Tujhko Har Dard Aur Gham Se
Yeh Tune Kya Kaha Yeh Maine Kya Suna
Hamari Dhadkanon Se Aa Rahi Yehi Sada Sanam
[Tujhe Main Apni Zindagi Banaloon
In Aankhon Ke Jharokho Mein Chupa Loon] -- (2)
|
| |
|