Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Chota Sa Mann Hai
Lyrics for Album: Bas Ek Pal
Director: Vivek Phillip, Amitabh Verma
Lyricist: Amitabh Verma
Singers: Alka Yagnik, Kay Kay
--FEMALE--
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - (2)
Sanam ek khwaab hai - (2)
Khwaab hai bas khwaab hai, khwaab hai
Khwaab hai..
--MALE--
Kya yahi ishq hai, kya yahi ishq hai
Ishq ek behta dariyaa jo kabhi na thama
Ishq ek aisa sapna jo na haasil hua
[Gar ishq hai Khuda to Khuda
Dard deta hai kyoon] - (2)
--CHORUS--
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - (2)
--FEMALE--
Aaa, aaa, aaa aaa aaa, aah
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
Hmm hmm hmm hmm, hmm hmm hmm hmm
[Aankhon mein jo sapna tha
Lagta kitna apna tha] - (2)
Dil ki nagri mein rehta tha
Saanson mein phoolon sa khilta tha
Chhota sa mann hai, aa, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
--MALE--
Ishq patta patjhad ka jo kahin na tika
Ishq aansu aankhon ka jo rukaaye na ruka
[Gar ishq hai Khuda to Khuda
Dard deta hai kyoon] - (2)
--CHORUS--
Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - (2)
--FEMALE--
Aaa, aaa, aaa, aah aaa aah
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai
Chhota sa mann hai
--MALE--
Aaa, aaa, aaa
Re pa pa, re pa pa pa pa re pa re pa
Yeh zindagi kal tere naam thi
Khushi ka paigaam thi
Aaj na tu hai na tera saath hai
Tera chhoda hua har lamha paas hai
Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - (2)
Sanam ek khwaab hai - (2)
Khwaab hai bas....
|