|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Kuch aisa Jahan
Lyrics for Album: Bas Itna Sa Khwaab Hai
Director: Aadesh Shrivastava
Lyricist: Nida Fazli
Singers: Alka Yagnik, Shaan
--FEMALE--
[Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara] --- (2)
Pehla saawan ka baadal
Pehla lehraata aanchal
Pehla bhawra voh paagal
--MALE--
Jahan pehla pyaar ho
[Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara] --- (2)
Pehla saawan ka baadal
Pehla lehraata aanchal
Pehla bhawra voh paagal
--FEMALE--
Jahan pehla pyaar ho
--MALE--
Hmm, pehli kali ne pehli ghata se
Kya kaha hai sun zara
Baarish ki pehli boonde tum
Sooraj ki pehli kirne tum
Aur mera pehla pehla pyaar tum
--FEMALE--
Na na na na, la la la la, la la la la la
--BOTH--
La la la la
--MALE--
Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara
--FEMALE--
Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara
--MALE--
Pehla saawan ka baadal
Pehla lehraata aanchal
Pehla bhawra voh paagal
--BOTH--
Jahan pehla pyaar ho
--MALE--
Eh hey hey, eh
--FEMALE--
Mm, pehli tamanna, pehli voh khwaaish
Tu hi tu hai jaan meri
Pyaar ka pehla vaada tum
Aankhon ka pehla sapna tum
Aur khushi ka pehla pehla aansu tum
--MALE--
Na na na na, na na na na
Hey hey eh hey hey, aah aah haa
--FEMALE--
Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara
--MALE--
Kuch aisa jahan hum banaaye
Jahan pehla ho har voh nazaara
Pehla saawan ka baadal
--FEMALE--
Pehla lehraata aanchal
--MALE--
Pehla bhawra voh paagal
--FEMALE--
Jahan pehla pyaar ho
--BOTH--
Oh
|
|
| Album Lyrics: Bas Itna Sa Khwaab Hai |
 Alka Yagnik
"Bas Itna Sa Khwaab Hai"
|
| | | |
|