Artist/Band:
Anuradha Paudwal
Lyrics for Song: Dhak Dhak Karne Laga
Lyrics for Album: Beta
21820>Director: Anand-Milind, Amar - Utpal, Naresh Sharma, Dilip Sen - Sameer Sen Lyricist: Sameer Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga --- (2) Saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na --- (2) Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi ye haya --- (2) Tu hai meri dilruba, kya lagti hai, va re va --- (2) Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga
Apna kaha jab piya tune mujhe, Main meethe meethe sapne sajane lagi Dekha meri raani jab maine tujhe, Meri soi soi dhadkan gaane lagi Jaadu tera chhane laga, meri nas nas mein samaane laga Khud ko main bhulane laga, tujhe saanson mein basane laga Rishta, ab ye rishta, saathi tutega na tode kabhi Dil se dil mil gaya mujhse kaisi ye haya Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga
Uljhi hai kali kali lat teri, zara in zulfon ko suljhane to de Itni bhi kya hai jaldi tujhe, ghadi apne milan ki tu ane to de Aise naa bahane bana, meri rani, ab to bahon mein aa Aise naa nigahen mila, koi dekhega to sochega kya Masti chhai hai masti, ake lag jaa gale se abhi
Dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga --- (2) Saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na --- (2) Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi ye haya -- (2) Tu hai meri dilruba, kya lagti hai, va re va --- (2) Dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darane laga Dil se dil mil gaya, mujhse kaisi ye haya
21820> |