|
[ More Anuradha Paudwal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Anuradha Paudwal
Lyrics for Song: Mai Teri Tu Mera
Lyrics for Album: Beta
14762>Director: Anand-Milind, Amar - Utpal, Naresh Sharma, Dilip Sen - Sameer Sen Lyricist: Sameer Singers: Anuradha Paudwal
Sajana --- (3) Main teri tu mera duniya se kya lena -- (2) Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena -- (2) Sajani -- (3) Tu meri main tera duniya se kya lena -- (2) Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena -- (2)
Saat pheron wali saari rasme nibhaaungi --- (2) Doli chadhke main aayi kaandhon par jaungi Main bhi diwani saari kasmen nibhaungaa Ab kabhi bhi na tujhe dukh pohchaunga Jo tu nahi to kuch bhi nahi Tu hi to hai mera jaane jaha duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena --- (2)
Sajani --- (4) Tu meri main tera duniya se kya lena --- (2) Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena --- (2)
Sukh mein bhi dukh mein bhi sath nahi chhodunga --- (2) Ab to kabhi main tera haath nahi chhodunga Meri kismat thi jo maine tujhe paya hai Mujhko to tere liye rab ne banaya hai Dil mein hai tu jaa mein hai tu Tere bina ab jana kaha duniya se kya lena Tu meri main tera duniya se kya lena -- (2)
Sajana --- (4) Main teri tu mera duniya se kya lena -- (2) Ab to mujhe hai tujhe har sukh dena Main teri tu mera duniya se kya lena --- (2)
14762> |
| |
|