|
|
| [ More Jaspinder Narula lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Jaspinder Narula
Lyrics for Song: Jeevan Mein Jaane Jaana
Lyrics for Album: Bichhoo
Director: Anand Raj Anand
Lyricist: Sameer
Singers: Jaspinder Narula
--FEMALE--
Yeah yeah yeah yeah - (4)
Oh
Yeah yeah yeah yeah - (4)
--MALE--
[Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar] - (4)
[Once you fall in love in life
Once you fall in love] - (2)
--FEMALE--
[Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar] - (2)
[Once you fall in love in life
Once you fall in love) - (2)
Aah aah aah aah
--MALE--
Re pa pa, re pa pa pa pa re pa
Ra pa pa pa, ra pa pa pa
Ra pa pa ra pa pa ra pa pa pa pa pa
Door door tumse rehna
Kitna mushkil ho gaya
--FEMALE--
Ho gaya ho gaya
Jo ho gaya so ho gaya
--MALE--
Meri jaan bechain karte
Faasle majbooriyaan
--FEMALE--
Aa mitaa de, aa mitaa de
Milke saari dooriyaan
--MALE--
Aur zyaada, aur zyaada
Kar naa beqaraar
--FEMALE--
O, keh rahi hain chaahtein
Baahon mein bhar le yaar
--MALE--
[Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar] - (2)
--FEMALE--
[Once you fall in love in life
Once you fall in love] - (2)
Laa la la la laa la la la laa la laa la laa - (2)
--MALE--
O, kya haseen hai yeh aalam
Yeh nazaara khoob hai
--FEMALE--
Dhadkanein phir jawaan
Saamne mehboob hai
--MALE--
Aise mausam mein bhalaa
Ab kyoon rahe hum hosh mein
--FEMALE--
Hum khata kar na baithe
Mere dilbar josh mein
--MALE--
Ab mujhko tu rok naa
Karne de deedaar
--FEMALE--
O, chot lagti hai badan pe
Nazron se naa maar
[Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar] - (2)
--MALE--
[Once you fall in love in life
Once you fall in love] - (2)
--FEMALE--
Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar
--BOTH--
Jeevan mein jaane jaana
Ek baar hai hota pyaar
|
| |
|