|
|
| [ More Abhijeet lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Abhijeet
Lyrics for Song: Chotta Sa Ghar
Lyrics for Album: Darr
Director: Shiv Hari
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Abhijeet, Lata Mangeshkar
Chhota sa ghar hai ye magar - (2)
Tum isko pasand karalo (darwaaza band karalo) - (2)
Main haan kahu ya na kahu - (2)
Tum mujhko razaamand karalo (darawaaja band karalo) - (2)
[Ye ghar nahi ye hai ek sapna
sapna nahi sach hai pyar apna] - (2)
Is pyaar se lag ke gale - (2)
Mulaakaat chand karalo darawaaza band karalo
Main haan kahu ya na kahu - (2)
Tum mujhko razaamand karalo (darawaaza band karalo) - (2)
[Chhuna na mujhko o mere chaila
Gora badan ho jaayega maila] - (2)
Is rang ka is roop ka - (2)
Na itna ghamand karalo darawaaza band karalo
Main haan kahu ya na kahu - (2)
Tum mujhko razaamand karalo (darawaaza band karalo) - (2)
Suraj sitaare ya phool laau
Is ghar ko main kaise sajaau
Phoolon se is ghar ko main sajaau
Bolo main kya kya saamaan laau
Rehana mujhe dil mein tere - (2)
Bas iska prabhhad karalo darawaaza band karalo
Chhota sa ghar hai ye magar - (2)
Tum isko pasand karalo darawaaza band karalo
Main haan kahu ya na kahu - (2)
Tum mujhko razaamand karalo (darawaaza band karalo) Chhota sa ghar hai ye magar - (2)

Tum mujhko razaamand karalo (darawaaza band karalo) - (4)
|
| |
|