|
[ More Babul Supriyo lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Babul Supriyo
Lyrics for Song: Koi Taaza Hawa
Lyrics for Album: Dhaai Akshar Prem Ke
18548>Director: Jatin-Lalit Lyricist: Sameer Singers: Babul Supriyo
[Koi taza hawa mann ko chhoo gayi Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi] -- (2) Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar -- (2) Tu, bas tu -- (2) Koi taza hawa mann ko chhoo gayi
Tera nashaa hai khumaari hai Poocho na kya beqaraari hai Tere bina meri jaane jaa Mushkil hai din, raat bhaari hai Ab to mere khayal mein, dhadkano ke sawaal mein -- (2) Tu, bas tu -- (2) Koi taza hawa mann ko chhoo gayi
Meri nazar mein nazaaron mein Tu hai basi chaand taaron mein Tera dupatta mahekta hai Phoolon ke maheki bahaaron mein Har gali har makaan mein, is zameen aasmaan mein -- (2) Tu, bas tu -- (2) Koi taza hawa mann ko chhoo gayi Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar -- (2) Tu, bas tu -- (3)
18548> |
|
Album Lyrics: Dhaai Akshar Prem Ke |
 Babul Supriyo
"Dhaai Akshar Prem Ke"
|
| | | |
|