Artist/Band:
Udit Narayan
Lyrics for Song: Ruk Ja Oh Dil Deewane
Lyrics for Album: Dilwale Dulhaniyan Le Jaayenge
Director: Jatin-Lalit
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Udit Narayan
Ruk ja oh dil deewane,poochu to mai zara
Ladki hai ya hai jaadoo,khushboo hai ya nasha
Haan..ruk jaa oh dil deewane,poochu to mai zara
Are ladki hai ya hai jaadoo,khushboo hai ya nasha
Paas woh aaye to chuke mai dekhu zara
Ruk ja oh dil deewane,poochu to mai zara
Dekhe woh idhar,haske bekhabar
Thaam ke dil hum khade hai
Gumsum si nazar,uski hai magar
Hoton pe shikwe bade hai
Baat ban jaaye to,mai baat chedu zara
Ruk ja oh dil deewane.poochu to mai zara
Ladki hai ya hai jaadoo,khushboo hai ya nasha
La la la la.........
Sharma woh gayi,ghabra woh gayi
Maine jo usko pukaara
Yeh dil le liya,usne kar diya,aankhon aankhon mein ishaara
Jaan bhi jaaye to,gham na karu mai zara
Ruk ja oh dil deewane,poochu to mai zara
Hey ladki hai ya hai jaadoo,
Khushboo hai ya nasha.......
Mehfil mein haseen,to hi to nahin
Roothi tu kis liye akeli..
Jispe yun fida,yeh dil hogaya
Woh to hai teri ek saheli
Maan woh jaaye to bahon mein lelu zara
Ruk ja oh dil deewane,poochu to mai zara
Are ladki hai ya hai jaadoo,,
Khushboo hai ya nasha....
Paas woh aaye to,chuke mai dekhu zara
La la la la la la la la la...................
|