|
[ More Anuradha Paudwal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Anuradha Paudwal
Lyrics for Song: Ek Raja Hai Ek Rani Hai
Lyrics for Album: Ek Rishta - The Bond Of Love
18302>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Singers: Anuradha Paudwal
Oh oh oh oh oh oh, la la la la la la Ek raja hai, ek rani hai Paas paisa hai, aur jawaani hai Aur kya zindagaani hai Oh, aur kya zindagaani hai Sab naseebon ki yeh kahaani hai Teri chaahat ki sab nishaani hai Aur kya zindagaani hai --- (2)
Ghar hai ek mandir, tum mere devtaa ho Maine rab se maangi, wohi tum duaa ho Kaun hamein duniya mein itna pyaar dega
Itni khushi aur aisa sansaar dega Mujhe rehna hai inhi charnon mein Umr baahon mein yun bitaani hai Aur kya zindagaani hai Oh, aur kya zindagaani hai Aisi apni dosti hai aisa dostaana Yaad karega humko saara zamaana Dosti pe bilkul na karna bharosa Dost banke dete hai log yahan dhoka Dosti hum na kabhi todenge Aaj humne yeh dil mein thaani hai Aur kya zindagaani hai Oh, aur kya zindagaani hai
Aah aah aah aah, aah aah aah Aisi gulshan to bahaaron mein khila karti hai Aise maa baap naseebon se mila karte hai
Maine har roz duaa maangi hai teri khaatir Mera har khwaab ban gaya hai haqeeqat aakhir
In rishton ko hum nibhaayenge Apni pooja bhi aazmaani hai Aur kya zindagaani hai Ho, aur kya zindagaani hai
Ek raja hai, ek rani hai Teri chaahat ki sab nishaani hai Sab naseebon ki yeh kahaani hai Hai karam uska, meherbaani hai
Aur kya zindagaani hai Oh, aur kya zindagaani hai -- (3)
18302> |
|
Album Lyrics: Ek Rishta - The Bond Of Love |
 Anuradha Paudwal
"Ek Rishta - The Bond Of Love"
|
| | | |
|