|
|
| [ More Lata Mangeshkar lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
Lyrics for Album: Guide
Director: S.D.Burman
Lyricist: Shailendra
Singers: Lata Mangeshkar
Ohhh.... Kaanto se kheench ke yeh aanchal,
Tod ke bandhan baandhi paayal
Ohh... Koi na roke di ki udaan ko
Dil woh chala aah aah aah aaaahhhh..
[Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai] -- (2)
[Apne hi bas mein nahi main
Dil hai kahin to hu kahin main]-- (2)
Ohhh... Jaane kya paake meri zindagi ne haskar kaha
Ha ha haaaaannnn.... Aaj phir jeene ki.... -- (2)
Hu gubaar ya toofan hu, koi bataye main kahan hu -- (2)
Oh.. darr hai safar mein kahin kho na jaaon rasta naya
Aahhhh, aaj phir jeene ki tamanna hai..
Kal ke andheron se nikal ke, dekha hai aankhen malte malte - (2)
Ho....Phool hi phool zindagi bahar hai
Tay karliya.... aaaahhhhh...
Aaj phir jeene ki tamanna hai... -- (2)
|
| |
|