|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Mushkil Bada Yeh Pyar Hai
Lyrics for Album: Gupt
Director: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Becheiniyaan betaabiyaan --- (2)
Ye dooriyaan majbooriyaan -- (2)
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Madhoshiyaan khaamoshiyaan -- (2)
Oonchaaiyaan gehraaiyaan --- (2)
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Aw ho aw ho --- (4)
Tanhaaiyaan parchhaaiyaan
Purvaaiyaan shehnaaiyaan
Angdaaiyaan Rrusvaaiyaan
Chingaariyaan dushvaariyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Naadaniyaan beimaaniyaan
Hairaaniyaan manmaaniyaan
Kurbaaniyaan diljaaniyaan
Pashemaaniyaan pareshaaniyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai ---- (3)
Ye paheliyaan atkeliyaan
Ye jawaaniyaan deewaniyaan
Veeraniyaan hariyaaliyaan
Aabaadiyaan barbaadiyaan
Mushkil bada ye pyaar hai
Ye pyaar hai
Haan ye pyaar hai
Ye pyaar hai --- (4)
|
| |
|