Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Har Kisi Ke Dil Mein
Lyrics for Album: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai
Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
--CHORUS--
Honey I need you, honey I need you -- (4)
--MALE--
Hey hey, hey hey hey hey hey hey -- (2)
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai --- (2)
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
--FEMALE--
Aa aa aa aa, aa aa aa, o ho ho ho
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai -- (2)
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
Haan koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
--CHORUS--
Honey I need you, honey I need you -- (2)
--MALE--
Safar tanha tanha kab talak
Umar tanha tanha kab talak
Kabhi to aayegi voh dilruba, dilruba, dilruba
--FEMALE--
Ke hum tanha tanha kab talak
Ke tum tanha tanha kab talak
Kabhi to aayega voh jaane jaan, mera jaane jaan, mera jaane jaan
--MALE--
Kisi mod par to kabhi na kabhi hoga
Tera mera saamna
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai -- (2)
Mohabbat mohabbat, karoonga mohabbat
Sharaarat sharaarat, karoonga sharaarat
Voh hai mera sapna, voh hai meri chaahat
Har ghadi usi ka intezaar ab hai
Mera dil deewana beqaraar ab hai
--FEMALE--
Sar pe voh sehra baandhke aayega
Doli baaraat bhi saath mein laayega
Mujhko voh dulhan banaake le jaayega
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
--MALE--
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Hey hey, hey hey hey hey hey hey -- (2)
--CHORUS--
Honey I need you, honey I need you --- (6)
|