\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Udit Narayan lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Udit Narayan
Lyrics for Song: Mubarak Mubarak
Lyrics for Album: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai



Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Udit Narayan


Tere maathe ki bindiya chamakti rahe
Tere haathon ki mehndi mahekti rahe
Tere jode ki raunak salaamat rahe
Teri choodi hamesha khanakti rahe

Mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak ---- (2)

Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari --- (2)
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Tumhaare kadam choome yeh duniya saari --- (2)
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Tumhaare liye hai bahaaron ke mausam
Na aaye kabhi zindagi mein koi gham
Hamaara hai kya yaar hum hai deewane
Hamaari tadap to koi bhi na jaane
Mile na tumhe ishq mein beqaraari --- (2)
Sada khush raho tum dua hai hamaari

Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Aa aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa --- (2)
Ke janmon ke rishte nahin tode jaate
Safar mein nahin hamsafar chhode jaate
Na rasm-o-riwaajon ko tum bhool jaana
Jo li hai kasam to isse tum nibhaana
Ke humne to tanha umar hai guzaari --- (2)
Sada khush raho yeh dua hai hamaari
Tumhaare kadam choome yeh duniya saari -- (2)
Sada khush raho tum dua hai hamaari

Mubaarak ho tumko yeh shaadi tumhaari
Sada khush raho tum dua hai hamaari
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai -- (3)



Album Lyrics: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai


Udit Narayan
"Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Hai"


1. Mubarak Mubarak