\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 410046 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
Modern Site
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Lata Mangeshkar lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Lata Mangeshkar
Lyrics for Song: Waadaa Karle Saajana
Lyrics for Album: Haath Ki Safai



Director: Kalyanji Anandji
Lyricist: Gulshan Bawra
Singers: Lata Mangeshkar, Md. Rafi


Waadaa kar le saajanaa,
Tere been main naa rahoo,
Mere been too naa rahe
Ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
Naa honge judaa, ye waadaa rahaa
Mai dhadakan too dil hain piyaa,
Main batti too meraa diyaa
Hum pyaar kee jyot jalaaye
Mai raahee meree manzil hain too,
Main hoo lehar aaur saaheel hain too
Jeewanabhar saath nibhaayeWaadaa kar le jaana-ye-jaan,
Tere been main naa rahoo,
Mere been too naa rahe
Ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
Naa honge judaa, ye waadaa rahaa
Jab se mujhe teraa pyaar milaa,
Apnee to hain bas yahee doowaan
Har janam yoo milake rahenge
Sundar saa ho apanaa jahaan,
Pyaar apanaa rahe sadaa jawaan
Hum sukhdukh mil ke sahengeWaadaa kar le saajanaa,
Tere been main naa rahoo,
Mere been too naa rahe
Ho ke judaa, ye waadaa rahaa,
Naa honge judaa, ye waadaa rahaa ....


Album Lyrics: Haath Ki Safai


Lata Mangeshkar
"Haath Ki Safai"


1. Waadaa Karle Saajana