|
|
| [ More Shankar Mahadevan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Shankar Mahadevan
Lyrics for Song: Albela Albela Ithlata Hai
Lyrics for Album: Honeymoon Travels
Director: Vishal - Shekhar
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Shankar Mahadevan
Hey albela albela
Ithlaata hai yeh din
Nayi nayi si hai zindagi
Gun gun karti hai yeh hawaayein, gaata hai yeh din
Goonji goonji dil mein hai khushi
Sapno ke hai chhaaye badal
Barshe har pal yaadon ki sharmili shabnam
Lehraahti hai thandi hawaan
Yeh kya huwa
Khoye khoye se kyun hai hum
Albela albela
Ithlata hai yeh din
Nayi nayi si hai zindagi
Umm suraj undele apne ujaale
Chalke huye hai phoolon ke pyaale
Khusboo ki pariyaan udne lagi hai
Is pal kahin hai, us pal kahin hai
Sapno ke hai chhaye badal
Barshe har pal yaadon ki sharmili shabnaam
Lehraahti hai thandi hawaan
Yeh kya hua
Khoye khoye se kyun hai hum
Albela albela
Ithlata hai yeh din
Nayi nayi si hai zindagi
Baat hai kaisi yeh anhoni
Chaanvo hai ujali dhoop saloni
Kaisa yeh lamhaa, kaisi ghadi hai
Rut aate aate kyon hans padi hai
Sapno ke hai chhaye badal
Barshe har pal yaadon ki sharmili shabnaam
Lehraahti hai thandi hawaan
Yeh kya hua
Khoye khoye se kyun hai hum
Albela albela
Ithlata hai yeh din
Nayi nayi si hai zindagi
Gun gun karti hai yeh hawaayien, gaata hai yeh din
Goonji goonji dil mein hai khushi ...
|
| |
|