|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Bambai Se Gai Poona
Lyrics for Album: Hum Hai Rahi Pyaar Ke
4762>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Singers: Alka Yagnik
Bombai se gayi poona, Poona se gayi dilli, Dilli se gayi patna Phir bhi na mila sajana --- (2) Mehkaaya maine gajara Chamkaayi maine bindiya Khankaaya maine kangana...... Phir bhi na mila sajana ---- (2) Hum hain raahi pyar ke ---- (4)
Aankhon mein chupa lungi, saanson mein basa lungi Main uski mohabbat mein, duniya ko bhula dungi Khwaabon mein rahi khoyi, raaton ko nahi soyi Main uske liye royi.... Phir bhi na mila sajana ---- (2) Bambai se gayi poona Poona se gayi dilli Dilli se gayi patna Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke --- (4)
Jab yaad uski aaye, dil mera dhadak jaaye Wo hain bada bedardi, kitna mujhe tadpaaye Baaghon mein use dhunda Raahon mein use dhunda Galiyon mein use dhunda Phir bhi na mila sajana ---- (2) Bambai se gayi poona Poona se gayi dilli Dilli se gayi patna Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke ----- (4)
Mehkaaya maine gajara Chamkaayi maine bindiya Khankaaya maine kangana Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke --- (8)
O nahi soyi main uske liye royi Phir bhi na mila sajana ----- (2) Bombai se gayi poona Poona se gayi dilli Dilli se gayi patna Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke --- (4)
Jab yaad uski aaye, dil mera dhadak jaaye Wo hain bada bedardi, kitna mujhe tadpaaye Baaghon mein use dhunda Raahon mein use dhunda Galiyon mein use dhunda Phir bhi na mila sajana ---- (2) Bombai se gayi poona Poona se gayi dilli Dilli se gayi patna Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke --- (4)
Mehkaaya maine gajara Chamkaayi maine bindiya Khankaaya maine kangana Phir bhi na mila sajana Hum hain raahi pyar ke --- (8)
4762> |
|
Album Lyrics: Hum Hai Rahi Pyaar Ke |
 Alka Yagnik
"Hum Hai Rahi Pyaar Ke"
|
| | | |
|