Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Abhi To Mohabbat Ka
Lyrics for Album: Hum Ho gaye Aapke
Director: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Hey, hey, hmm, hmm, aah, haa, hmm, hmm.....
Eh hey, la la, hmm, hmm eh hey
Aah haa, hmm, hmm, hey hey, hmm hmm hmm,hey
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai......(2)
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Bada dilnasheen tera andaaz hai....(2)
Bada khoobsurat tera naam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai...
Yeh aankhen, yeh palkhen, yehbindiya, yeh kaajal
Yeh choodi, yeh kangna, yeh jhumke, yeh paayal...
Aaa.....aah...aah....aah....
Badi hi surili yeh aawaaz hai...(2)
Ise sunke dil ko bhi aaraam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Yeh masti adaa ki, yeh zulfon ki khushboo
Yeh hoton ki laali, Yeh baaton ka jaadu
Aaa.....aah.........aaaa..........
Deewane sabhi tere mohtaaj hai...(2)
Koi na koi tera gulfaam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Bada dilnasheen tera andaaz hai
Bda khoobsurat tera naam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Aaaaa........aaaaaa.........aah.....
|