|
|
| [ More Sunidhi Chauhan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sunidhi Chauhan
Lyrics for Song: Chokra Jawan
Lyrics for Album: Ishaqzaade
Director: Amit Trivedi
Lyricist: Habib Faisal
Singers: Sunidhi Chauhan, Vishal Dadlani
Hua chokra jawaan re (2)Hey hey, hey hey, hey hey
Arrey chooza choo-choo karta hai, galiyon aur chubaro meinPheenka bhaagi karta phire tu toh apne yaaro mein
Pheenka bhaagi kuch nahin sach baat jo bayan kiDhahaad hai jawaan ki mardangi mastan kiOye, ab tu bhi maan le, naino ke jaam deOh aaja re aaja ja re aaja re aajaHua chokra jawaan re jawaan re jawaan reHua chokra jawaan re, hua chokra jawaan re
Haan… mere munna, baat sunn naYeh jawani nahi koi khilaunaPehle jao, seekh ke aaoPyaase naino ki pyaas ko bhujaana, hoyeTabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh hoga woh chokra jawaan reWoh chokra jawaan re
Oh chand baby, jo chance de gi, kyun doonPyaas kya hai main bhook bhi mita doonWoh hum re seekhe, aur sikhaayeNain kya hai poore tann ko main bhiga doonOh aaja re aaja ja re aaja re aaja aaHua chokra jawaan re, hua chokra jawaan re
Chokra jawaan hoon main, lyss hoon jawaani se
Door ho gayi hoon main teri lentarani se ho hoThaam le kaliyaan ussi ko jawaan maanu main
Oh din dihaade tujhko tujhi se aa chura loon mainChal-chal bohat dekhe hain
Danke ki chot pe, re seena thok keAaja re aaja ja re aaja re aajaHua chokra jawaan re jawaan re jawaan re hey…Kya gaata hai
Ding tang…
Oh chooza choo-choo karta haiDhahaad hai jawaan kiArrey pheenka bhaagi karta haiMardangi mastan kiKarne pe jo aaun, sagar mein barsaun
Baaton ke badshah, barsa ke toh dikhaBeh jaaye gi deewani, teri mast jawaniBhadke gi chingari, lapte gi chingariHaye teri yeh adaa, main ho gaya fidaChal tu sach main jawaan na hona mujhse judaaMain fida fida fidaNa hona mujhse tu judaHo main fida fida fidaNa hona mujh se tu juda[Ho main fida main fidaNa hona mujhse juda] (2)Ho main fida main fida main fida main fida main fida…Aaja aaja aaja reHua chokra jawaan re…jawaan re…
|
| |
|