Artist/Band:
Mohit Chauhan
Lyrics for Song: Rab Ka Shukrana
Lyrics for Album: Jannat 2
Director: Pritam
Lyricist: Sanjay Masoomm
Singers: Mohit Chauhan
Tu hai ab jo baahon mein, qarar haiRab ka shukranaSaanson mein hai nasha, khumar haiRab ka shukranaTu hi ab mera deen hai, imaan haiRab ka shukranaMera kalma hai tu, azaan haiRab ka shukranaRab ka, shukrana
Tu mila toh sab milaAb kisi se kya gilaTujhme simtu, aa main bikhruTeri baahon meinTu mila toh sab milaAb kisi se kya gilaTujhme simtu, aa main bikhruTeri baahon mein, fanaa ho jaaun mainTu hi ab duniya meri, jahaan haiRab ka shukranaKhwabon ki khayalon ki udaan haiRab ka shukranaTu hi ab mera deen hai, imaan haiRab ka shukranaMera kalma hai tu, azaan haiRab ka shukrana
Sab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kareAb toh rehna hai tujhi meinGumshuda hoon mainSab se ho jaaun pare, jo ishaara tu kareAb toh rehna hai tujhi meinGumshuda hoon mainHo teri baahon meinJazbon ka toh naya bayaan haiRab ka shukranaNaya rutba nayi shaan haiRab ka shukranaTu hi ab mera deen hai, imaan haiRab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai tuRab ka shukrana
Rab ka… Shukrana
|