|
[ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Saanson Ka Chalna
Lyrics for Album: Jeet
34172>Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Saanson ka chalna dil ka machalna --- (2) Jiski badaulat hain, teri mohabbat hain, O o teri mohabbat hain Khwaabon mein aana aake sataana --- (2) Jiski sharaarat hain, teri mohabbat hain O o teri mohabbat hain Saanson ka chalna dil ka machalna --- (2) Jiski badaulat hain, teri mohabbat hain, teri mohabbat hain
[Tere jaisa nahi koi nahi koi meri jaan-e-wafa Tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aaisi adaa] --- (2) Ye khushbu ye aankhen ye chehara tu lagti hai kamseen pari Main hota agar koi shaayar to karta koi shaayari Kesu giraana daaman mein aana --- (2) Kiski inaayat hain, teri mohabbat hain, O o teri mohabbat hain Khwaabon mein aana aake sataana --- (2) Jiski sharaarat hain, teri mohabbat hain, O o teri mohabbat hain
Na na na zaalima, na na na na na na Tere charche teri yaaden teri baahon mein khoyi rahi Tera jalwa nazar mein tha main to jaagi ya soyi rahi Meri dhadkano pe likhi hain kahaani teri jaaneja Main hone lagi dheere dheere deewaani teri jaaneja Is zindagi ko deewaanagi ko --- (2) Kiski zarurat hain, teri mohabbat hain, O o teri mohabbat hain Saanson ka chalna dil ka machalna --- (2) Jiski badaulat hain teri mohabbat hain, O o teri mohabbat hain Khwaabon mein aana aake sataana Saanson ka chalna dil ka machalna Khwaabon mein aana aake sataana Jisaki badolat hain teri mohabbat hain O o teri mohabbat hain.....
34172> |
| |
|