|
|
| [ More Sonu Nigam lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sonu Nigam
Lyrics for Song: Sorry Baba Sorry
Lyrics for Album: Jungle
Director: Sandeep Chowta
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Main kya karoon ho gaya late main
Kuchh kaam se jaana tha
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha
Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Aise dil ko todo na jaanam jaane bhi do
Baahein meri chhodo na nazdeek aane bhi do
Ja jhoothe teri baatein na maanoon re
Come on
Tu kya hai kaisa hai pehchaanoon re
Ya ya
Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Jhootha vaada tera hai na tha mujhko pata
Sachcha gussa mera hai tune ki hai khata
Kuchh ulta seedha main kar jaoonga
Achchha
Na maanogi tum to mar jaoonga
Mar jaao
Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Arre re ruko ruko kya kar rahe ho
Main kya karoon ho gaya late main
Kuchh kaam se jaana tha
Theek hai baba
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha
Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya... (2)
|
| |
|