|
[ More Lucky Ali lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Lucky Ali
Lyrics for Song: Na Tum Jaano Na Hum
Lyrics for Album: Kaho Na Pyar Hai
9044>Director: Rajesh Roshan Lyricist: Saawan Kumar Singers: Lucky Ali
Kyun chalti hai pawan... Kyun jhoome hai gagan.. Kyun machalta hai mann.. Na tum jaano na hum....
Kyun aati hai bahar Kyun lut ta hai karaar Kyun hoya hai pyaar Na tum jaano na hum...
Yeh madhoshiyan yeh tanhaaiyan Tasabbur mein hai kiski parchaaiyan Yeh bheega samaa umange jawaan Mujhe ishq leja raha hai kahan
Kyun gum hai har disha Kyun hota hai nasha Kyun aata hai mazaa Na tum jaano na hum...(2)
Dhadakta bhi hai,tadapta bhi hai Yeh dil kyun achaanak behekta bhi hai Mehekta bhi hai chahakta bhi hai Yeh dil kya wafa ko samajhta bhi hai
Kyun millti hai nazar Kyun hota hai asar Kyun hoti hai sahar Na tum jaano na hum...(2)
Kyun chalti hai pawan Kyun jhoome hai gagan Kyun machalta hai mann Na tum jaano na hum
Kyun aati hai bahar Kyun lut ta hai karaar Kyun hota hai pyaar Na tum jaano na hum... Na tum jaano na hum..........
9044> |
|
Album Lyrics: Kaho Na Pyar Hai |
 Lucky Ali
"Kaho Na Pyar Hai"
|
| | | |
|