|
[ More Kumar Sanu lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Kumar Sanu
Lyrics for Song: Chand Sitare Phool
Lyrics for Album: Kaho Na Pyar Hai
32635>Director: Rajesh Roshan Lyricist: Saawan Kumar Singers: Kumar Sanu
Chand sitare phool aur khooshboo ye to saare purane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai Arre kaali ghatayein barkha saawan O Kaali ghatayein barkha saawan Yeh to sab afsaane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
Andaaz hai uske naye naye..hai naya naya deewanapan....(2) Pehnaane taj jawaani ka hanske laut gaya bachpan Geet ghazal sab kal ki baatein O Geet ghazal sab kal ki baatein Uske naye taraane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
Hai roop mein itna saada pan to kitna sundar hoga mann..(2) Bin gehne aur singaar bina woh to lagti hai dulhan Kaajal bindiya kangan jhumke O...Kaajal bindiya kangan jhumke Yeh to guzre zamaane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai Chand sitaare phool aur khushboo ye to saare puraane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai Arre kaali ghatayein barkha saawan Yeh to sab afsaane hai Taaza taaza kali khili hai hum uske deewane hai
32635> |
|
Album Lyrics: Kaho Na Pyar Hai |
 Kumar Sanu
"Kaho Na Pyar Hai"
|
| | | |
|