|
|
| [ More Udit Narayan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Udit Narayan
Lyrics for Song: O Jamaalo
Lyrics for Album: Kaise Kahoon Ke Pyar Hai
Director: Viju Shah
Lyricist: Sameer
Singers: Udit Narayan, Vaishali, Samant
Male:
Arre o jamaalo, zara mujhko sambhalo
Jawaan mehfil saja lo, jamaalo ho jamaalo
Kiya hai pyar maine ek ladki se
Woh nadaan mere dil ki baatein jaane na
Ae ho, jamaalo, zara mujhko sambhalo
Jawaan mehfil saja lo, jamaalo ho jamaalo
Kiya hai pyar maine ek ladki se
Woh nadaan mere dilki baatein jaane na
Hmm........,
[Mere sawaaon mein, mere jawaabon meintu hi chupi hai
Mere khayalo mein, aankhon mein khwaabon mein tu hi tu basi hai]-- (2)
Tu meri yaadon mein, tu meri chaahat ki chandni mein
Tu meri saanson mein tu sirf mere liye hi bani hai
Mere hoton pe tere fasane, bana tere liye deewana
Mujhko kitni mohabbat hai tujhse
Mere dilbar tune yeh nahin jaana
Arre ho jamaalo, zara mujhko sambhalo
Jawaan mehfil sajalo, jamaalo ho jamaalo
Kiya hai pyar maine ek ladki se
Woh nadaan mer5e dil ki baatein jaane na
Female:
[Tu jo mila mujhko saare zamane ko bhool gayi mai
Aake panahon mein teri hi baahon mein jhool gayi mai]-- (2)
Chaahat ke panno mein maine to tera hi rang sajaya
Tanha akele mein maine to tujhko hi ang lagaaya
Mujhe tune jo apna banaya, mere sapnon ko sach kar dikhaya
Baat barson jo dilmein chupayi
Raaz woh aaj sab se bataaya
Male:
Ae ho jamaalo, zara mujhko sambhalo
Jawaan mehfil sajalo, jamaalo ho jamaalo
Female:
Kiya hai pyar maine ek ladke se
Iske bin ab mera dil to maane na
O maane na, o maane na
|
|
| Album Lyrics: Kaise Kahoon Ke Pyar Hai |
 Udit Narayan
"Kaise Kahoon Ke Pyar Hai"
|
| | | |
|