Deewana Mujhe Kar Gaya
Alka Yagnik · Khuda Gawah
Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Alka Yagnik, Md. Aziz
Meri Fariyaad Tu
Khuda Ke Baad Tu
O Mere Baadshaah
Khuda Iska Gawaah
Main Wapas Aaunga Yeh Vaada Hai Tera
Mukhar Sakta Nahi Tu Marr Sakta Nahi
Yeh Vaada Todkar Mujhe Yun Chhod Kar
Agar Tu Jaayega Toh Hoga Bevafaa
Tu Kaat Sakta Nahi Kisi Talwar Se
Tu Ruk Sakta Nahi Kisi Deewar Se
Utar Maidan Mein Nikal Toofan Mein
Yeh Teri Jung Hai Lahu Toh Rang Hai
Yeh Beh Jaay Toh Kya Reh Jaaye Toh Kya
Karishma Woh Dikha Kahe Sab Marhaba
Rahe Tu Na Rahe Magar Duniya Kahe - (2)
Hazaaron Se Lada Akela Baadshaah
Akela Baadshaah...
[Deewana Mujhe Kar Gaya Haai Re Jaana Tera
Hoga Kab Aana Tera]-- (2)
Ho Mujhe Le Aayi Hai Mujhe Le Aayi Hai
Yaad Teri Aa Gaya Dekh Deewana Tera
[Tu Na Jaa Mere Baadshaah Ek Vaade Ke Liye
Ek Vaada Todd Ke]-- (2)
Yeh Vaada Hain Mera - (2)
Main Agar Marr Bhi Gaya Toh Bhi Waapas Aaunga
Lyricist: Anand Bakshi
Singers: Alka Yagnik, Md. Aziz
Meri Fariyaad Tu
Khuda Ke Baad Tu
O Mere Baadshaah
Khuda Iska Gawaah
Main Wapas Aaunga Yeh Vaada Hai Tera
Mukhar Sakta Nahi Tu Marr Sakta Nahi
Yeh Vaada Todkar Mujhe Yun Chhod Kar
Agar Tu Jaayega Toh Hoga Bevafaa
Tu Kaat Sakta Nahi Kisi Talwar Se
Tu Ruk Sakta Nahi Kisi Deewar Se
Utar Maidan Mein Nikal Toofan Mein
Yeh Teri Jung Hai Lahu Toh Rang Hai
Yeh Beh Jaay Toh Kya Reh Jaaye Toh Kya
Karishma Woh Dikha Kahe Sab Marhaba
Rahe Tu Na Rahe Magar Duniya Kahe - (2)
Hazaaron Se Lada Akela Baadshaah
Akela Baadshaah...
[Deewana Mujhe Kar Gaya Haai Re Jaana Tera
Hoga Kab Aana Tera]-- (2)
Ho Mujhe Le Aayi Hai Mujhe Le Aayi Hai
Yaad Teri Aa Gaya Dekh Deewana Tera
[Tu Na Jaa Mere Baadshaah Ek Vaade Ke Liye
Ek Vaada Todd Ke]-- (2)
Yeh Vaada Hain Mera - (2)
Main Agar Marr Bhi Gaya Toh Bhi Waapas Aaunga
Deewana Mujhe Kar Gaya
Alka Yagnik delivers a vibrant performance in 'Deewana Mujhe Kar Gaya,' a standout track from the 1991 film Khuda Gawah. As a defining voice of Bollywood romance, Yagnik's emotive delivery captures the frenetic energy and emotional turbulence of the era's romantic narratives. The song exemplifies her ability to blend traditional vocal techniques with the upbeat, dance-oriented rhythms characteristic of early 90s Hindi cinema. This recording remains a testament to her enduring legacy, showcasing her versatility in portraying both playful and deeply felt moments within the genre. Her contribution to the film's soundtrack solidified her status as a central figure in the industry's golden age.

