|
|
| [ More Alka Yagnik lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Alka Yagnik
Lyrics for Song: Ladki Badi Anjaani Hai
Lyrics for Album: Kuch Kuch Hota Hai
Director: Jatin-Lalit
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik,Kumar Sanu
Ho ho ho ho......ho ho ho.....
Hey hey.....hey hey........la la la la la ........
Ladki badi anjaani hai,sapna hai sach hai kahani hai
Dekho yeh pagli,bilkul na badli
Yeh to wahi deewani hai..ho ho ho ho.......
Ladka bada anjaana hai,sapna hai sach hai fasana hai
Haan haan yeh pagla,bilkul na badla
Yeh to wahi deewana hai...ho ho ho ho......
Aaa....aa......aa
Paas rehkar bhi thi doori
Jaane kaisi thi majboori
Waqt woh bhi ajeeb tha
Jab tu mere kareeb tha
Kho gayi tu yeh kis jahaan mein
Mai yahan tu dekh to zara
Ho ho ho...ho ho ho.....
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai sach hai fasaana hai
Dekho yeh padli bilkul na badli
Yeh to wahi deewani hai
Ho ho ho ho.......ho ho....(2)
Hmmm....bheed mein thi tanhaai
Yaad har pal teri aayi
Roke koi mujhe zara
Bhar na jaaye yeh dil mera
Behke behke mere khadam hai
Aise mein tu sambhaal to zara
Ho ho ho ho.......ho ho..
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Haan haan yeh pagla,bilkul na badla
Yeh to wahi deewana hai
Ho ho ho....ho ho ho....(2)
Aaa.....aaa.......aa.....
Tumne najaane kya sapne dikhaaye....
Aaa..........aaaa........
Ab to mera dil jaage na sota hai
Aaaaa.......aaaa.....aaa
Kuch kuch hota hai
Aaa....aaa......aaa
Kuch kuch hota hai........(3)
|
|
| Album Lyrics: Kuch Kuch Hota Hai |
 Alka Yagnik
"Kuch Kuch Hota Hai"
|
| | | |
|