\"Lyrics
SEARCH HERE:
BROWSE 409412 LYRICS BY ARTIST/BAND NAME:
#A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
SITE MENU
Last Updates
Request Lyrics
Submit / Correct
Popularity Charts
VISITORS
Login / Register
Your Thoughts
My Playlists
[ More Udit Narayan lyrics ]
add to playlist     see a mistake?    comment

Artist/Band: Udit Narayan
Lyrics for Song: Kyon Ki Itna Pyar Tumse (Part-3)
Lyrics for Album: Kyon Ki



Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Udit Narayan


[Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
 Kya jaan loge hamari sanam] ----- (2)
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum.... (2)
Kya jaan loge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum

Hamare dil ki tum thodi si kadar karlo
Hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
Fikar karlo...
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Kya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum

Tune oh jana deewana kiya hai, deewana kiya is kadar
Deewana kiya is kadar...
Chahaat mein teri bhulaya jahaan ko na dil ko kis ki kahbar
Na dil ko kisi ki khabar...
Rago mein mohabbat ka ehsaas zara bharlo
Hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
Fikar karlo...
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Kya jaanloge hamare sanam
Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum

Tumse hain saanse tumhi se hai dhadkan tumhi se hai deewangi
Tumhi se hai deewangi...
Rab ne hume di hai jaane tamanna tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi...
Vaada sang jine ka tum jaane jigar karlo
Hum tum pe marte hain thodi si fikar karlo
Fikar karlo...

Kyon ki itna pyar tumko, karte hain hum
Kya jaan loge, kya jaan loge, kya jaan loge..hamare sanam..



Album Lyrics: Kyon Ki


Udit Narayan
"Kyon Ki"


1. Jhatka Maare
2. Kyon Ki Itna Pyar Tumse (Part-3)