|
|
| [ More Shaan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Shaan
Lyrics for Song: Valla Valla Aaye
Lyrics for Album: Life Mein Kabhie Kabhiee
Director: Lalit Pandit
Lyricist: Sameer
Singers: Shaan
Milti hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi
Judti hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi
Na jaane phir kahaan in raahon mein milein
Na jaane phir kahaan masti ke gul khile
[Aaye aaye aisa manzar valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi] - (2)
Koi toh aashiq hai koi deewaana hai
Koi koi thoda rangila hai
Ho koi toh shaida hai
Ho koi saidaai hai
Koi koi thoda joshila hai
[Aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi] - (2)
Life mein kabhi kabhi...
Hey jina mar jaana hai
Kuchh toh kar jaana hai
Laut ke phir vaapas nahi aana hai
Sapne hai baahon mein
Manzil hai chaahon mein
Taaron?? dharati pe abb laana hai
Valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi
Aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi
Milti hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi
Judti hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi
Na jaane phir kahaan in raahon mein milein
Na jaane phir kahaan masti ke gul khile
[Aaye aaye aisa manzar valha, valha valha valha....
Life mein kabhi kabhi) - (3)
|
|
| Album Lyrics: Life Mein Kabhie Kabhiee |
 Shaan
"Life Mein Kabhie Kabhiee"
|
| | | |
|