|
|
| [ More S.P.Balasubrahmanyam lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
S.P.Balasubrahmanyam
Lyrics for Song: Aate Jaate Haste Gaate
Lyrics for Album: Maine Pyaar Kiya
Director: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Singers: S.P.Balasubrahmanyam, Lata Mangeshkar
Aate jaate, haste gaate, soncha tha maine kayi baar
Woh pehli nazar, halka sa asar
Karta hai kyun is dil ko bekharaar
Ruk ke chalna.., chal ke rukna
Najaane tumhe hai kiska intezar
Tera woh yakeen kahin mai to nahin
Lagta hai yehi kyun mujhko baar baar
Yehi sach hai, shaayad maine pyar kiya
Haan haan tumse maine pyar kiya......
Aate jaate, haste gaate
Soncha tha maine mann mein kayi baar
Honton ki kali kuch aur khili
Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar
Tum kaun ho batla to do
Kyun karne lagi mai tumpe aitebaar
Khamosh rahu ya mai kehdu
Ya karlu mai chupke se yeh sweekar
Yehi sach hai shaayad,maine pyar kiya
Haan haan tumse maine pyar kiya....
|
| |
|